Saturday, December 13, 2008

Kishmat kuch aisi payee hai




maine kishmat hi kuch
aisi payi hai.
aksar mili mughe ruswayee hai....

hum karte rahe logo ki raho me roshni
aur meri raho me andhera ki parchaeeya hai.
humne chun liye unki raho se sare darde gam
par sare gam aur kanto ka bistar mere hi hisse to aayee hai....

mubarak ho aapko aapkiii dosti
hum naa karenge kabhi kisi se dillagi
hum to un toote hue kasti ke mushafir hai
jo lahro se takara ke ushme kho jayegiii
aur meri yaad aur sirf yade rah jayegiiii

meri yado ko ish apne sine se laga kar naa rakhna
ek din yeh nasoor ban jayenge aur jindgi bhar aapko tadpayenge.
mere saath un yaado ko bhi jala dena.
Dil me uthi un pyaar ki aag ko apne asko se bujha dena

mar ke bhi hum naa marenge.
apni pyar ko ish jaha me chore jayenge
Ek din aisa bhi aayenga
jab charo taraf hogi sirf pyaar ki kastiya
aur ushme dil aur dil ke armaan
ush kasti me baith kar karenge khub sari mastiya

ush din phir se mai ish jaha me aawunga.
aur apne pyaar ki
sama ko fir se jalwunga

1 comment:

anu said...

iski pic badalo ..aur huaa to hindi bhash ka prayog jyada se jayda karo ..anu