Jab dharti pe aaya
jis din mai ish duniya me aayaa apni choti si kismat bhi saath me laya!!! Thi tamanaaye gagan ko choone ki Par gagan ko khud pe jhukha paya !!! Jis din mai...........
Bij pade jab dharti pe Mili ushko kuch nami aur aadrata... Aur prkrity ki kuch madmast wafaye nikal pada jivan jeene ki chah me Ushe kya pata tha, bahot kuch chupa hai Ush Choti si Chah me.......
Waqt ka daud chalta gaya !! Wo Nit din aage badhta gayaa!!! Dekhe ushne aneko sawan Jo usko karte the nit manbhawan !!!
Jindgi ka ek aur daud bhi aaya !!! Jab rishtooo me khud ko bandha hua paya !!! tadap raha tha khud ko azad hone ke liye !! Ish ghutan si duniya ko chorne ke liye !!
Tabhi kisi ne uska haath thama.. ushe pahna diya dosti ka jama.. Khil uthi ek baar phir se wo kali. jo kabhi jindgi se udhas ho chali thi
Phir dekh daleeee ushne kaee hasi sapnee jisme the ushke wo hasin khawab aur kuch the aadhe adure sapne.. ek din ush dost ne ush dost ko kar diya alvidaa......
phir se ek nayee jindgi ka yaha anth huaa.... phir se meri aankhe bhar aaya!! Jab mai ish dharti pe aaya !!! apni ek takdir saath me laya !!!

No comments:
Post a Comment